Sunday, 31 March 2013

Insan zindgi se kya chahta hai---

Insan zindgi se kya chahta hai,
na jane wo khud ye baat kyu samj nahi paata hai.
Bhulana chahta hai wo kuch bure dard bhare lamho ko,
par chahkar bhi kabhi unse kabhi bahar nahi nikl pata hai.
koshish to karta hai wo khush rahne ki par
hamesha apno ki khushi ke liye khudki khushiyo ki bali chadata hai.
ye silsila zindgi bhar kya yu hi chalta rahega,
apno ka diya dard kya zindgi bhar yu hi palata rahega..

No comments:

Post a Comment